बुधवार, 10 सितंबर 2008

hindi ka picharapan kuch logo ki nazar me

mere saath ke kuch logo ka kahana hai ki hindi ek pichari language hai vastavikta me wo itna nahi samjhte ki bharat ke andar agar aap ko apni baat logo tak pahuchani hai to hindi ka madhayam hi kaam ayega.lekin aane wali peedi ko hum angrej parast banane par kyo tule hai yeh mujhe samajh nahi aata.logo aab hindi se baaghne lage hai.english ko sarwesrva maanne lage hai,

hindi ko jinda rakhne ki koshis me hamara saath de
"jai hind jai bharat"

बुधवार, 2 अप्रैल 2008

aap ki soach kya darshati hai. yeh patrkarita me kaafi mahatva rakhta hai.

रविवार, 16 मार्च 2008

hindi patrkaarita

hindi patrkaarita ke naye aayamo ko dekh harsh hota hai. aaj sabhi hindi ke badhte rutabe ko dekh saalam kar rahe hai.hindi ki koi durdasha nahi hai. aakhir karodo logo dwara boli jaine wali bhasha bechari ho sakti hai.kabhi nahi.
so hindi ke prbhutva ko swekaare.
ji